Aasman Verana Jahan Hai Khali Khali Lyrics
The heartbreaking Hindi rap song “Aasman Verana Jahan Hai Khali Khali” explores the full range of human feeling, from hopelessness to disillusionment.
The song was produced, written, and performed by the gifted Panther, and it showcases the incredible vocals of Priyanka Meher. Want to know more? ⬇️
“Panther” is a stirring Hindi rap song that delves into the emotional depth of despair and disillusionment with the world.
Crafted by the talented Panther, who not only wrote and performed the song but also composed it, this track features the remarkable vocals of Priyanka Meher.
The song metaphorically uses the image of a “broken bird,” or “Toota-Toota Parinda Rootha-Rootha,” to symbolize an individual who has lost faith in the world and its values, expressing a profound sense of grief and rage through its poignant lyrics
Song Title | Parinda |
Singer(s) | Panther & Priyanka Meher |
Musician(s) | Panther |
Release Date | Jan 21, 2024 |
Prod By | Nikhil – Swapnil |
Lyricist(s) | Panther |
Aasman Verana Jahan Hai Khali Khali Lyrics
Ghumta hai toota toota
Parinda rootha rootha
Ghumta hai toota toota
Parinda rootha rootha
Toota totaa
Parinda Rutha rutha
Toota totaa
Parinda Rutha rutha
Keh dena duniya se mai duniya ke na kaabil
Hai tezi duniya me mera dil haule chalta hai kaafi
Yha talware hatho me aur apne hatho me hai syaahi
Inko haye ki aadat hai hume adate – e – waah wahi
Jhooth chehre pe bolu to fir khaas kaise hua
Sach bola na to fir dil ke paas kaise hua
Umeedo pe khara ni to teri aas kaise hua
Ye insaaniyat hai jalti ye koi ghaas ka ni dhua
We are dying
Ya fir zinda hai koi
Pehle lagta mujhe bhi karam likhta hai koi
Mai Galat hota hu par mujhe galat dikhata aur koi
Jo pehlu badle har mauke pe chalta sikka hai wohi
Ye bhukh,
Khane pe aur jyaada badhti jaa rahi hai
Jalti insaniyat to fir dharti ye tapti jaa rahi hai
Logo ko dil hue thande, ya itni sardi chaa gayi hai
Banana hai ghar to phonchta hu Ghar bhi na sahi se kyuki
Gharaunda bacha na
Ujad gayi Daali Daali
Aasman hai veerana
Jahaan hai Khali Khali
Uddu mai kaha ko
pata na hai a mnzil ka
puche koi naam tera
to maine hai rab likha
Uda kaaga uda aasmaan me
Ghar se dur jaye gharwalo ki baat maan ke
Shuru rasta hua dil to kare har maan le
Par chalna iklauta rasta jeevan raag samne
Nayi jagah nayi hawa naye badal nayi wajah
Dheere dheere lagne lagi apne ghonsle ki tarah
Door gharse naya makan, itna hosh hi hai kahan
Par ye makaan to fir aksar gharpe lautne ki tadap
Parinde ka ghute dum
Parinda ko mile tum milke bole na koi hum
Parinda hai bheed me par soonsan lage sab
Parinde ko maa ki yaad aaye par bole na
Ussey aati hai sharam
Parinda Hai pareshaan Usse ghonsla na mile
Gharki bhare wo udaan Par koi Honsla na mile
asmaan ude wo to Usse josh kaha mile
Dosh dene wali duniya me yha Dost kaha mile bata
Maramari machi dane dane ki
Yha hod machi neeche gira ke bas aage jane ki
Dekhne wale duniya nahi ye Dikhane wale ki
Roti kamani nahi cheen ni hai Khane wale ki
Mile sabko yaha jagah kaafi
Fir Pade kafi na ye jagah sabko ruthke ye gila
Innsaano me bhi kaafi maine dhundhe hai insaan
Par ek bhi na mujhe kahi Dhundhne pe mila
Udd jaa Kaaga re
Tora ambar toke pukare
Udd jaaa Kaaga re
Tora ambar toke pukare
Ghumta hai toota toota
Parinda rootha rootha
Ghumta hai toota toota
Parinda rootha rootha
Toota totaa
Parinda Rutha rutha
Toota totaa
Parinda Rutha rutha